Dil ki gehraiyon se
Aaj ye aawaz nikli hai
Asmaan ki bulandiyon pe
Shaheen ki parwaz nikli hai
Harf dar harf inko apne zehn mein basa lena
Bade dino baad aaj ye Aaghaz nikli hai

Comments